The coming year LKG poem.. Twinkle twinkle little BAR. How i wonder what a BAR. Quarter rates r up so high Drink a RUM with chicken fry.
Funny Poetry SMS
Gita ka gyan:Mobile nirjeev hai.Sim iski aatma hai.SMS woh gyan haiJo baatne se badta hai.Isliye he praani,Balance ki moh maya tyag karNirantar SMS kare.
Jab hota hai tera deedar dil dharakta hai bar barJab hota hai tera deedar dil dharakta hai bar bar…Aadat se majboor ho, tum janay kab maanglo udhar.
Ek aap ho k sharmatay buhut ho, ek aap ho k itratay buhut hodil to chahta hai dinner pe le jayen apko, kambakht ek aap ho k khatay bhi buhut ho.
Pyar na rahe to wafa kon karega, Dost na rahe to dosti kon karegaKhuda salamat rakhay tumhe warna, Bandar ki tarah uchal kood kon karega
Mere dukhon ki dhanak me rang na bhar, mohabbat aur nafrat ki jang na karkhushi mere gham k sang na kar, in short PAPPU YAR TANG NA KAR
Dil ki baat dil main mat rakhna, Jo pasand ho usay I Love You kehnaAgar wo ghussay aaye to darna mat, Sir jhukana aur kehna Pyari behna milti rehna
Aye dost tu bhi likha kar shayri… Meri tarah tera bhi naam ho jayega,log fekenge ande tamatar, To raat ki sabji ka intezaam ho jayega
Ishq main ye anjaam paya hai, hath pair tootay moon sujaya haiHospital puhunchay to nurson ne farmaya hai, Baharo phool barsao ek aur majnoo pit kar aya hai.
Thandi hai coffee garam karlo, is pathar dil ko thoda sa naram karloMorning time se inbox khali hai mera, thodi si to yaro sharam karlo
Song: Acha sila diya tune mere pyar ka, yar ne hi loot liya ghar yar kaRemix: Acha kurta siya tune mere naap ka, naap liya mera si diya mere baap ka