Hum Gaye The Unke Ghar Kehne Tha Dil Se Dil Milalo Unki Maa Ne Khola Darwaza Hum Ghabra ke Bole Aunty, ” Bachhon Ko POLIO Ki Dawa Pilwa Lo…
Girl and Boy SMS
1 Ladke ne Ladki Ko KAMAL ka PHOOL DIYa, Ladki ne jordar Tamacha mara, Ladka: Q Mara Mai to BJP ka Prachar kar raha Tha, Ladki: Aur Mai Congress Ka !
Boy:Tum gana bahut achha gati ho.Girl:Nahi main to sirf bathroom singer hu.Boy:To fir bulayo kabhi.
Awaz mein mithas hai..Soorat bhi khaas hai..Khuda ne bas thoda sa screw dhila chod diyavarna… ITEM to tu jhakkas hai..!! he he,,
“Lipsticks r Girls BeautyWa.! Wa..!Lipsticks r Girls BeautyWa.! Wa..!“Spoiling dem Is Boys duty”!!
Ek Ladka gadhe ke samne achana gir pada…To samne se aa rahiladki ne dekhkar bola…Apne bade bhai ke pair chu rahe ho…Ladka bola : Haan bhabhi jee!
Girl-to-Boy – Aaye bewafe tune sab kuch saaf kar diya,mera dil jala kar rakh kar diyaBoy-to-Girl – Aye ladki, teri kurbani bekar nahi jayegi,bhej de rakh mujhe, bartan manjne ke kaam aayegi.