Masoom Mohabbat ka bus itna sa fasan hai, Kagaz ki haveli hai barish ka zamana hai, kya shart-e-mohabbat,kya shart-e-zamana hai, Awaz bhi zakhmi aur geet bhi gana hai, Samjhe ya na samjhe mohabbat “k” Ek shaqs ko ankho se saarey dil ka dard sunana hai, Bholi si ada ishq ki ab zid per hai, Bas [...]
sad sms
Teri wafao mai sanam, Na watan ke rahe na saffer ke rahe, Bikhri lash ke itne tukde hue, Na kafan ke rahe na dafan ke rahe;
Gham ne hasne na diya, zamane ne rone na diya, is uljhano ne jine na diya, thak ke jab sitaron se panah li, neend aayi tho aapki yaad ne sone na diya
Dilon se khelne ka hunar hume nahi aata Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye Meri zindagi se shayad unhe bahut pyar tha Isiliye mujhe zinda hi maar gaye
Bik Raha Tha Waqt K Bazar Me Meri Gairat Ka Lahu.. Mud K Jo Dekha To Apna Hi Pyar Kharidar Nikla…
Koi hans kar juda hota hekoi ro kar juda hota hedard 2 tab hota hejab koi apna hn kar juda hota he.
Na zindagi mili na wafa mili,Na jaane kyu har khushi humse khafa mili,Jhuti muskan liye apne gum chupate rahe,Sacha pyar karne ki bhi kya khoob saza miliā¦
Na chaho kisiko itna ki uski chahat tumhari majboori ban jaye. Chaho kisi ko itna ke tumharapyar uski ZAROORAT ban jaye! ………By sonam (mumbai)